Khili khili kaliyan hain Tayba ki galiyan hain Lyrics Naat
Khili khili kaliyan hain Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Ajab dil-kusha hain, Madine ki galiyan Mu’attar hain yun jaise phoolon ki kaliyan
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Madine ki har shay nafāsat-bhari hai Madine se Ka’be ko izzat mili hai Wahin ki to phoolon mein khushboo basi hai Saba wajd mein jhoom kar keh rahi hai
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Wo galiyan jahan par malak sar jhukaayein Wo galiyan ke aashiq ke dil mein samaayein Wo galiyan ke hain jin ki pyari adaayein Kisi ko hansaayein, kisi ko rulaayein
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Muraaden yahin se gada paa rahe hain Salateen yahan haath faila rahe hain Bashar kya, malaa’ik yahan aa rahe hain Jhuka kar sar-e-izzat farma rahe hain
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Madine ko jis waqt ghar se chalunga To phir kis ke roke se main ruk sakunga Kahe laakh koi na hargiz sunoonga Jo ahbaab poochhenge fauran kahoonga
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Wo galiyan ke chamkaayein zaair ki qismat Wo galiyan ke ‘ushshaaq ke dil ki rahat Wo galiyan ke jin mein nazar aaye Jannat Wo galiyan ke phoolon mein hai jin ki nikh’at
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Madine se hoti hai taqseem-e-ne’mat Wahin se banta karti hai saari daulat Fida us pe hoti hai har waqt Jannat Barasti hai din raat wahan Haq ki rahmat
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Raho, ai Jameel! ab Madine mein jaa kar Barasti hai din raat rahmat wahan par Ke hai us mein baagh-e-‘ahad ka gul-e-tar Hai har ek kuncha wahan ka mu’attar
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Ajab dil-kusha hain, Madine ki galiyan Mu’attar hain yun jaise phoolon ki kaliyan
Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain
Shayar: Maulana Jameel-ur-Rahman Qadri Naat Khwan: Hafiz Ghulam Mustafa Qadri, Sayyid Hassanullah Husaini
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
अजब दिल-कुशा हैं, मदीने की गलियाँ मु’अत्तर हैं यूँ जैसे फूलों की कलियाँ

मदीने की हर शय नफ़ासत-भरी है मदीने से का़बे को इज़्ज़त मिली है वहीं की तो फूलों में ख़ुशबू बसी है सबा वज्द में झूम कर कह रही है
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
वो गलियाँ जहाँ पर मलक सर झुकाएँ वो गलियाँ कि आशिक़ के दिल में समाएँ वो गलियाँ कि हैं जिनकी प्यारी अदाएँ किसी को हँसाएँ, किसी को रुलाएँ
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
मुरादें यहीं से गदा पा रहे हैं सलातीन यहाँ हाथ फैला रहे हैं बशर क्या, मलाएक यहाँ आ रहे हैं झुका कर सर-ए-इज़्ज़ फ़रमा रहे हैं
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
मदीने को जिस वक़्त घर से चलूँगा तो फिर किस के रोके से मैं रुक सकूँगा कहे लाख कोई न हरगिज़ सुनूँगा जो अहबाब पूछेंगे फ़ौरन कहूँगा
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
वो गलियाँ कि चमकाएँ ज़ाएर की क़िस्मत वो गलियाँ कि उश्शाक़ के दिल की राहत वो गलियाँ कि जिनमें नज़र आए जन्नत वो गलियाँ कि फूलों में है जिनकी निख़त
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
मदीने से होती है तक़सीम-ए-ने’मत वहीं से बँटा करती है सारी दौलत फ़िदा उस पे होती है हर वक़्त जन्नत बरसती है दिन रात वहाँ हक़ की रहमत
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
रहो, ऐ जमील! अब मदीने में जा कर बरसती है दिन रात रहमत वहाँ पर कि है उसमें बाग़-ए-अहद का गुल-ए-तर है हर एक कुंचा वहाँ का मुत्तर
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
अजब दिल-कुशा हैं, मदीने की गलियाँ मु’अत्तर हैं यूँ जैसे फूलों की कलियाँ
खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं खिली खिली कलियाँ हैं, तैयबा की गलियाँ हैं
Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya Lyrics Manqabat
Sarwara Shaha Kareema Dastgeera Ashrafa Hurmat-e-Rooh-e-Payambar yak nazar kun su-e-ma
Ye bada fazl-e-Rabb ka hai, Ashraf Piya! Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya
Naap paaya na qadd jab zamaana tera Jhoom kar bol utha phir deewaana tera Martaba kitna ooncha hai, Ashraf Piya! Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya
Tujh ko jaan main kahoon, jaan-e-jaanaan kahoon Ya main phir aashiq-e-jaan-e-imaan kahoon Rabb hi jaane ke kya kya hai, Ashraf Piya! Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya
Takht-e-shaahi ko qadmon se thukra diya Rabb ne bakhsha tha aisa tujhe hausla Raz kaisa anokha hai, Ashraf Piya! Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya
Jaan-e-Aalam ke saeed ke se, ai Sayyidi! Zakhm-e-dil ki dawa kijiye, Murshidi! Toota dil ne pukaara hai, Ashraf Piya! Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya
Apne Mashhood par kar do aankh-e-karam Sun lo ‘arzi meri bahr-e-Shah-e-Ummam Mere dil ki tamanna hai, Ashraf Piya! Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya
Pandra Sau Saala Jashn Hai Rab Ke Habib Ka Lyrics Naat
Pandra Sau Saala Jashn Hai Rab Ke Habib Ka Aa gaye Sarkar mere, aa gaye Sarkar!
Mere Aaqa aaye! Marhaba! Mere Daata aaye! Marhaba! Mere Maula aaye! Marhaba! Mere Daata aaye! Marhaba!
Pandra sau saala jashn hai Rab ke Habib ka Har bachcha mere shahr ka kehta hai Marhaba
Jibreel ne Ka’be par parcham lehraaya hai Aamad ka zamaane ko paighaam sunaaya hai Khud Rabb-e-do-‘aalam ne Meelaad manaya hai Hum log to bande hain, kyoonkar na manayenge
Jhande lagayenge, ghar ko sajayenge, dhoomein machayenge Aa gaye hain pyare Mustafa Mahfil sajayenge, naare lagayenge, sab ko batayenge Aa gaye hain pyare Mustafa Langar khilayenge, sharbat pilayenge, naghme sunayenge Aa gaye hain pyare Mustafa
Ungli ke ishaaron se jo chaand se khele hain Ek pal mein zameen se jo Me’raaj ko pohnche hain Jibreel-e-Ameen jin ki ta’zeem ko jhuktay hain Bi Aamina ke ghar par tashreef wo laaye hain
Pandra sau saala jashn hai Rab ke Habib ka Har bachcha mere shahr ka kehta hai Marhaba
Pandra sau saala jashn-e-Nabi! Zindaabaad zindaabaad! Mahfil-e-zikr-e-naat-e-Nabi! Zindaabaad zindaabaad! Shaad hua har ek Sunni! Zindaabaad zindaabaad! Dil ki dhadkan jhoom uthi! Zindaabaad zindaabaad!
Jo aaj zamaane mein har samt ujala hai Ye Rab ki qasam uske qadmon ka utaara hai Jo saare Rasoolon ka, Nabiyon ka Aaqa hai Insaan ki soorat mein duniya mein wo aaya hai
Pandra sau saala jashn hai Rab ke Habib ka Har bachcha mere shahr ka kehta hai Marhaba
Shaitaan ke chele jo kehte hain ise bid’at Afsos unhon ne to seekhi hi nahin ulfat Pachtaayenge Mahshar mein, paayenge badi zillat Sarkaar-e-Madina ko kya chehra dikhaayenge
Jhande lagayenge, ghar ko sajayenge, dhoomein machayenge Aa gaye hain pyare Mustafa Mahfil sajayenge, naare lagayenge, sab ko batayenge Aa gaye hain pyare Mustafa Langar khilayenge, sharbat pilayenge, naghme sunayenge Aa gaye hain pyare Mustafa
Miskeenon yateemon ko hum khaana khilayenge Sharbat ki sabeelen bhi har gaam lagayenge Duniya ko mohabbat ka paighaam sunayenge Imsaal hum kuch aise Meelaad manayenge
Pandra sau saala jashn hai Rab ke Habib ka Har bachcha mere shahr ka kehta hai Marhaba
Pandra sau saala jashn hai Rab ke Habib ka Har bachcha mere shahr ka kehta hai Marhaba
Pandra sau saala jashn-e-Nabi! Zindaabaad zindaabaad! Mahfil-e-zikr-e-naat-e-Nabi! Zindaabaad zindaabaad! Shaad hua har ek Sunni! Zindaabaad zindaabaad! Dil ki dhadkan jhoom uthi! Zindaabaad zindaabaad!
Shayar: Shauq Fareedi India
Naat Khwan: Sayyid Abdul Qadir al-Qadri Muinuddin Bulbul-e-Mustajab Shabbir Barkati
पंद्रह सौ साला जश्न है रब के हबीब का आ गए सरकार मेरे आ गए सरकार
मेरे आक़ा आए ! मरहबा ! मेरे दाता आए ! मरहबा ! मेरे मौला आए ! मरहबा ! मेरे दाता आए ! मरहबा !
पंद्रह सौ साला जश्न है रब के हबीब का हर बच्चा मेरे शहर का कहता है मरहबा
जिब्रील ने का’बे पर परचम लहराया है आमद का ज़माने को पैग़ाम सुनाया है ख़ुद रब्ब-ए-दो-‘आलम ने मीलाद मनाया है हम लोग तो बंदे हैं, क्यूँकर न मनाएँगे
झंडे लगाएँगे, घर को सजाएँगे, धूमें मचाएँगे आ गए हैं प्यारे मुस्तफ़ा महफ़िल सजाएँगे, ना’रे लगाएँगे, सब को बताएँगे आ गए हैं प्यारे मुस्तफ़ा लंगर खिलाएँगे, शरबत पिलाएँगे, नग़्मे सुनाएँगे आ गए हैं प्यारे मुस्तफ़ा
उँगली के इशारों से जो चाँद से खेले हैं इक पल में ज़मीं से जो मे’राज को पहुँचे हैं जिब्रील-ए-अमीं जिन की ता’ज़ीम को झुकते हैं बी आमिना के घर पर तशरीफ़ वो लाए हैं
पंद्रह सौ साला जश्न है रब के हबीब का हर बच्चा मेरे शहर का कहता है मरहबा
जो आज ज़माने में हर सम्त उजाला है ये रब की क़सम उस के क़दमों का उतारा है जो सारे रसूलों का, नबियों का आक़ा है इंसान की सूरत में दुनिया में वो आया है
पंद्रह सौ साला जश्न है रब के हबीब का हर बच्चा मेरे शहर का कहता है मरहबा
शैतान के चेले जो कहते हैं इसे बिद’अत अफ़सोस उन्हों ने तो सीखी ही नहीं उल्फ़त पछताएँगे महशर में, पाएँगे बड़ी ज़िल्लत सरकार-ए-मदीना को क्या चेहरा दिखाएँगे
झंडे लगाएँगे, घर को सजाएँगे, धूमें मचाएँगे आ गए हैं प्यारे मुस्तफ़ा महफ़िल सजाएँगे, ना’रे लगाएँगे, सब को बताएँगे आ गए हैं प्यारे मुस्तफ़ा लंगर खिलाएँगे, शरबत पिलाएँगे, नग़्मे सुनाएँगे आ गए हैं प्यारे मुस्तफ़ा
मिस्कीनों यतीमों को हम खाना खिलाएँगे शरबत की सबीलें भी हर-गाम लगाएँगे दुनिया को मोहब्बत का पैग़ाम सुनाएँगे इम्साल हम कुछ ऐसे मीलाद मनाएँगे
पंद्रह सौ साला जश्न है रब के हबीब का हर बच्चा मेरे शहर का कहता है मरहबा
ऐ शौक़-ए-फ़रीदी ! हम मीलाद के दीवाने मीलाद मनाते हैं, मीलाद मनाएँगे
पंद्रह सौ साला जश्न है रब के हबीब का हर बच्चा मेरे शहर का कहता है मरहबा
پندرہ سو سالہ جشن ہے رب کے حبیب کا ہر بچہ میرے شہر کا کہتا ہے مرحبا
جبرائیل نے کعبے پر پرچم لہرايا ہے آمد کا زمانے کو پیغام سنایا ہے
خُد ربِّ دو عالم نے میلاد منایا ہے ہم لوگ تو بندے ہیں، کیوں کر نہ منائیں گے
جھنڈے لگائیں گے، گھر کو سجائیں گے، دھومیں مچائیں گے آ گئے ہیں پیارے مصطفیٰ محفل سجائیں گے، نعرے لگائیں گے، سب کو بتائیں گے آ گئے ہیں پیارے مصطفیٰ لنگر کھلائیں گے، شربت پلائیں گے، نغمے سنائیں گے آ گئے ہیں پیارے مصطفیٰ
اُنگلی کے اشاروں سے جو چاند سے کھیلے ہیں اک پل میں زمیں سے جو معراج کو پہنچے ہیں
جبرائیلِ امین جن کی تعظیم کو جھکتے ہیں بی آمنہ کے گھر پر تشریف وہ لائے ہیں
پندرہ سو سالہ جشن ہے رب کے حبیب کا ہر بچہ میرے شہر کا کہتا ہے مرحبا
جو آج زمانے میں ہر سمت اُجالا ہے یہ رب کی قسم اُس کے قدموں کا اُتارا ہے
جو سارے رسولوں کا، نبیوں کا آقا ہے اِنسان کی صورت میں دنیا میں وہ آیا ہے
پندرہ سو سالہ جشن ہے رب کے حبیب کا ہر بچہ میرے شہر کا کہتا ہے مرحبا
شیطان کے چیلے جو کہتے ہیں اِسے بدعت افسوس! اُنہوں نے تو سیکھی ہی نہیں اُلفت
پَچھتائیں گے محشر میں، پائیں گے بڑی ذِلّت سرکارِ مدینہ کو کیا چہرہ دِکھائیں گے
جھنڈے لگائیں گے، گھر کو سجائیں گے، دھومیں مچائیں گے آ گئے ہیں پیارے مصطفیٰ محفل سجائیں گے، نعرے لگائیں گے، سب کو بتائیں گے آ گئے ہیں پیارے مصطفیٰ لنگر کھلائیں گے، شربت پلائیں گے، نغمے سنائیں گے آ گئے ہیں پیارے مصطفیٰ
مسکینوں یتیموں کو ہم کھانا کھلائیں گے شربت کی سبیلیں بھی ہر گام لگائیں گے
دُنیا کو محبت کا پیغام سنائیں گے اِمسا ل ہم کچھ ایسے میلاد منائیں گے
پندرہ سو سالہ جشن ہے رب کے حبیب کا ہر بچہ میرے شہر کا کہتا ہے مرحبا
اے شوقِ فریدی! ہم میلاد کے دیوانے میلاد مناتے ہیں، میلاد منائیں گے