Aa gaye muzda shafa’at ka sunane wale
Aa gaye muzda shafa’at ka sunane wale, Naar-e-dozakh se ghulamon ko bachane wale. Hai muqaddar main bulandi hi bulandi apne, Hum tou hain kadmon main sar unke jhukane wale. Kar k ehsaan jataana yeh nahi shaan unki, Aur koi honge woh ehsaan jataane wale. Mar k pohancha jo lahad main tou nakeeron ne kaha, Marhaba […]
Aa gaye muzda shafa’at ka sunane wale Read More »