Kab Gunaahon se Kinaara Mein Karunga Ya Rab Lyrics || कब गुनाहों से कनारा मैं करूँगा या रब 

Kab Gunaahon se Kinaara Mein Karunga Ya Rab Tu ma’aaf karde Moula Tu ma’aaf karde Moula Tu ma’aaf karde Moula Tu ma’aaf karde Moula Main Banda Tera Tu Khaliq mera Moula mere Moula …… Kab Gunaahon se Kinaara Mein Karunga Ya Rab Nek Kab Ey Mere Allah ! Banooga Ya Rab Kab Gunaho Ke Maraz […]

Kab Gunaahon se Kinaara Mein Karunga Ya Rab Lyrics || कब गुनाहों से कनारा मैं करूँगा या रब  Read More »

Sar-e-La-Makan Se Talab Hui // सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई

Sar-e-La-Makan Se Talab Hui Sar-e-La-Makan Se Talab Hui Su-e-Muntaha Wo Chale Nabi Koi had hai un ke urooj ki Balagh-al-Ula Bi-Kamalihi Yahi ibtida yahi intiha Ye farogh jalwa-e-haq-numa Ke jahan sara chamak utha Kashaf-ud-Duja Bi-Jamalihi Rukh-e-Mustafa ki ye roshni Ye tajalliyon ki hamahami Ke har ek cheez chamak uthi Kashaf-ud-Duja Bi-Jamalihi Wo sarapa rehmat-e-kibriya Ke

Sar-e-La-Makan Se Talab Hui // सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई Read More »

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega || कोई गुल बाक़ी रहेगा न चमन रह जाएगा

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega, Par Rasool Allah Ka Deen E Hasan Reh Jayega. Hum Safeero Baag Me Hai Koi Dam Ka Chehchaha, Bulbul E Ud Jayegi Soona Chaman Reh Jayega. Atlas O Kamkhawab Ki Poshaak Par Nazaa Na Ho Tum, Is Tan E

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega || कोई गुल बाक़ी रहेगा न चमन रह जाएगा Read More »

Kya Bataun Ki Kya Madina Hai || क्या बताऊँ कि क्या मदीना है

Kya Bataun Ki Kya Madina Hai Kya Bataun Ki Kya Madina Hai Bas Mera Mudda’a Madina Hai. Uth Ke Jaaun Kahan Madine Se, Kya Koi Doosra Madina Hai. Uski Aankhon Ka Noor To Dekha, Jiska Dekha Hua Madina Hai. Dil Mein Ab Koi Aarzu Hi Nahi, Ya Muhammad Hai Ya Madina Hai. Duniya Wale To

Kya Bataun Ki Kya Madina Hai || क्या बताऊँ कि क्या मदीना है Read More »

Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Ghaus-e-Azam Dastagir || सुन लो ऐ पीरों के पीर ग़ौस-ए-आज़म दस्त-गीर

Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Ghaus-e-Azam Dastagir Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Gausul Azam Dastageer Badlo Meri Bhi Taqdeer Gausul Azam Dastageer Main Hoon Tumhare Dar Ka Bikhari Aye Shahe Baghdad Wasta Tum Ko Pyare Nabi Ka Sun Lo Meri Faryaad Todo Gardish Kee Zanjeer Gausul Azam Dastageer Dar Se Tum Ne Apne

Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Ghaus-e-Azam Dastagir || सुन लो ऐ पीरों के पीर ग़ौस-ए-आज़म दस्त-गीर Read More »

Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz || अज़ीजे बारगाह-ए-क़िब्रिया गरीब नवाज़

Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz Qareeb halqah-e-khair-ul-waraa ghareeb nawaz Niyaz o naaz ka kitna haseen manzar hai Idhar ghareeb khade hain, udhar ghareeb nawaz Tumare waseele hum ko kya Khuda ne Ghareeb, humare waseele tum ko kya ghareeb nawaz Ghareeb jaan ke har ek ne mujh ko taal diya Ghareeb

Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz || अज़ीजे बारगाह-ए-क़िब्रिया गरीब नवाज़ Read More »

Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare || अली गुलामी की जारी अगर सनद न करे

Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare Qubool koi sharaf hum ko taabad na kare Khusoosiyat kuch aisi Ali ko hasil hain Ke jin ki misl ka daawa kisi ka qad na kare Ali ke ilm-e-ladunni ki shaan kya kehna Ke woh daleel agar de to

Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare || अली गुलामी की जारी अगर सनद न करे Read More »

Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai || वो जिस के दिल में दोस्तों अली का एहतिराम है

Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai Yaqeenan aise shakhs ka behisht mein maqam hai Ghadir-e-Khum pe keh diya Nabi ne yun pakar ke haath Imam jis ka hoon main us ka yeh Ali Imam hai Har ek raah-e-ma’rifat Ali ke dar

Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai || वो जिस के दिल में दोस्तों अली का एहतिराम है Read More »

Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain || सबीले इश्क की सब रौनकें अली से हैं

Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain Tareeq-e-Rushd Ki Sab Mashalein Ali Se Hain Dar e Uloom-e-Nabuwwat Hai Zaat Mola Ki Tamam Ilm Ki Yeh Masnadein Ali Se Hain Ali Jamal-e-Muhammad, Ali Jalal-e-Khuda Yeh Kaarzar-e-Wafa Mein Safein Ali Se Hain Ali Hai Baab-e-Wilayat, Ali

Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain || सबीले इश्क की सब रौनकें अली से हैं Read More »

Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali || खुदा के शेर ऐ मौला-ए-काइनात अली

Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali Sharaf ka Gohar Yakta Teri Hayat Ali Muheet-e-Kawn-o-Makaan Tera Jalwa Hasti Teri Chamak se Bhara Zarf-e-Shash Jihat Ali Pare Hain Fikr-o-Nazar ke Kaleem Hairat mein Hain Toor-e-Ilm pe Teri Tajalliyat Ali Tu La Jawab Hai jis Rukh se bhi Tujhe Dekha Ke Ek

Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali || खुदा के शेर ऐ मौला-ए-काइनात अली Read More »