11 names of HUZUR GHOUSE AAZAM in lyrics

names of HUZUR GHOUSE AAZAM 11 اسمائے مبارکہ حضور سیدنا غوثالاعظم دستگیر سید محی الدین سلطان محی الدین قطب محی الدین خواجه محی الدین مخدوم محی الدین ولی محی الدین بادشاه محی الدین شیخ محی الدین مولانا محی الدین غوث محی الدین خلیل محی الدین بحوالہ: فتاویٰ رضویہ شریف، جلد ۲۶، 11 names of HUZUR […]

11 names of HUZUR GHOUSE AAZAM in lyrics Read More »

Zamane Mein Agar Dekhi To Shaan-e-Qadri Dekhi || ज़माने में अगर देखी तो शान-ए-क़ादरी देखी

Zamane Mein Agar Dekhi To Shaan-e-Qadri Dekhi Ya Ghaus-e-Azam, Ya Ghaus-e-Azam, Ya Ghaus-e-Azam, Ya Ghaus-e-Azam! Main Qadri hoon, shukr hai Rabb-e-Qadeer ka, Daaman hai mere haath mein Peeran-e-Peer ka. Zamane Mein Agar Dekhi To Shaan-e-Qadri Dekhi, Nubuwat ke gulistan mein wilayat ki kali dekhi. Haqeeqat khul gayi jab sar-zameen Baghdad ki dekhi, Tajalli hi tajalli,

Zamane Mein Agar Dekhi To Shaan-e-Qadri Dekhi || ज़माने में अगर देखी तो शान-ए-क़ादरी देखी Read More »

Aai Nasimey Kue Muhammad Sallallaahu Alaihi Wa Sallam || ऐ नसीम-ए-कू-ए-मुहम्मद, सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम

Aai Nasimey Kue Muhammad Sallallaahu Alaihi Wa Sallam Aai Nasimey Kue Muhammad Sallallaahu Alaihi Wa Sallam Khinch Ne Laga Dil Su-E Muhammad Sallallaahu Alaihi Wa Sallam Ka’abah Hamaara Ku-E Muhammad Sallallaahu Alaihi Wa Sallam Mus’hafe Imaan Ru-E Muhammad Sallallaahu Alaihi Wa Sallam Leke Muraade Dil Aayeney, Mar Jaa jayenge Mit Jaayenge Pahonchey To Hum Ta

Aai Nasimey Kue Muhammad Sallallaahu Alaihi Wa Sallam || ऐ नसीम-ए-कू-ए-मुहम्मद, सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम Read More »

नए चाँद को देख कर पढ़ने की मसनून दुआ || Naya Chand Dekh Kar Padne Ki Dua

नए चाँद को देख कर पढ़ने की मसनून दुआ اللَّهُمَّ أَهِلَّهُ عَلَيْنَا بِالْيُمْنِ وَالْإِيمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْإِسْلَامِ وَالتَّوْفِيقِ لِمَا تُحِبُّ وَتَرْضَى رَبِّي وَرَبُّكَ اللهُ “Allahumma ahillahu alayna bil-yumni wal-imani was-salamati wal-islami wat-tawfeeqi lima tuhibbu wa tardha, Rabbi wa Rabbuka Allahu.” “ऐ अल्लाह! इस चाँद को हम पर बरकत, ईमान, सलामती और इस्लाम के साथ लाया कर।

नए चाँद को देख कर पढ़ने की मसनून दुआ || Naya Chand Dekh Kar Padne Ki Dua Read More »

Hue naamwar be-nishaan kaise kaise || हुए नामवर बे-निशान कैसे कैसे

Hue naamwar be-nishaan kaise kaise Hue naamwar be-nishaan kaise kaise Zameen kha gayi aasmaan kaise kaise Teri baanki chatun ne chun chun ke maare Nikeele sajeele jawaan kaise kaise Na gul hain na ghunche, na boote na patte Hue baagh nazar-e-khazaan kaise kaise Yahan dard se haath seene pe rakha Wahan unko guzre gumaan kaise

Hue naamwar be-nishaan kaise kaise || हुए नामवर बे-निशान कैसे कैसे Read More »

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhun || अब तो बस एक ही धुन है कि मदीना देखूं

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhun Akhri Waqt Me Kya Raunaq E Duniya Dekhun Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhun Aqibat Meri Sawar Jaye Jo Taiba Dekhun Dast-e-imroz Me Aaina-e- Farda Dekhun Jaliyan Dekhun Ke Deewar-o-dar-o-baam-e-Haram Apni Ma’azoor Nigahon Se Main Kya Kya Dekhun Main Kahan Hoon

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhun || अब तो बस एक ही धुन है कि मदीना देखूं Read More »

Waah Kya Jood-o-Karam Hai Shah-e-Bathaa Tera || वाह क्या जूदो करम है शहे बत्हा तेरा

वाह क्या जूदो करम है शहे बत्हा तेरा वाह क्या जूदो करम है शहे बत्हा तेरा नहीं सुनता ही नहीं माँगने वाला तेरा धारे चलते हैं अंत़ा के वोह है क़त़रा तेरा तारे ख़िलते हैं सख़ा। के वोह है ज़र्रा तेरा अग़्निया पलते हैं दर से वोह है बाड़ा तेरा अस्फ़िया चलते हैं सर से

Waah Kya Jood-o-Karam Hai Shah-e-Bathaa Tera || वाह क्या जूदो करम है शहे बत्हा तेरा Read More »

Rusul Unhi Ka To Muzda Sunane Aye Hai || रसूल उन्हीं का तो मुझ्दा सुनाने आए हैं

Rusul Unhi Ka To Muzda Sunane Aye Hai || रसूल उन्हीं का तो मुझ्दा सुनाने आए हैं Rusul Unhi Ka To Muzdah Sunane Aaye Hai Unhi Ke Aane Ki Khushiya Manane Aaye Hai Firishte Aaj Jo Dhume Machane Aaye Hai Unhi Ke Aane Ki Shadi Rachane Aaye Hai Falak Ke Hur O Malak Geet Gaane

Rusul Unhi Ka To Muzda Sunane Aye Hai || रसूल उन्हीं का तो मुझ्दा सुनाने आए हैं Read More »

Aala Hazrat Aur Husn-e-Mustafa || आला हज़रत और हुस्न-ए-मुस्तफा

Aala Hazrat Aur Husn-e-Mustafa || आला हज़रत और हुस्न-ए-मुस्तफा A’la Hazrat Imaame Ahl-e-Sunnat ke qalam se naatiya andaaz mein Milaad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam Milaad Mubarak Jis suhaani ghadi chamka Tayba ka chaand Us dil afrooz sa’at pe laakhon salaam Sar Mubarak Jiske aage sare sarwaran kham rahe Us sare taaje rif’at pe laakhon salaam

Aala Hazrat Aur Husn-e-Mustafa || आला हज़रत और हुस्न-ए-मुस्तफा Read More »

Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah || जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह

Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah Jab Ke Sarkaar Tashreef Laane Lage Huro Gilmam Bhi Khushiyan Manaane Lage Har Taraf Noor Ki Roshni Chha Gayee Mustafa Kya Mile Zindagi Mil Gayee Ae Halima Teri God Mein Aa Gaye Dono

Jashn-e-Amad-e-Rasool Allah Hi Allah Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah || जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह | बीबी आमिना के फूल अल्लाह ही अल्लाह Read More »