Naat Sharif Lyrics

Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain || महबत-ए-खुरशीद-ए-जानां आप हैं

Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain> Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain Marja-e-Taskeen-e-Imaan aap hain Hum se dhutkaare huon ke waaste Rehmaton ka khuld-e-arzan aap hain Dard o gham kya cheez hain jab aap hain Jaan-e-Janaan, jaan-e-darmaan aap hain Tajdar-e-Qutbiyat, Ghous-ul-Wara Ganj-e-Yazdaan, aks-e-Qur’aan aap hain Kya karoon fart-e-‘amal roz-e-hisaab Jab meri bakhshish ka saamaan aap hain Mahmha mohtaaj to haajat rawa […]

Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain || महबत-ए-खुरशीद-ए-जानां आप हैं Read More »

Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz || अज़ीजे बारगाह-ए-क़िब्रिया गरीब नवाज़

Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz Qareeb halqah-e-khair-ul-waraa ghareeb nawaz Niyaz o naaz ka kitna haseen manzar hai Idhar ghareeb khade hain, udhar ghareeb nawaz Tumare waseele hum ko kya Khuda ne Ghareeb, humare waseele tum ko kya ghareeb nawaz Ghareeb jaan ke har ek ne mujh ko taal diya Ghareeb

Aziz e baargaah-e-kibriyaa ghareeb nawaz || अज़ीजे बारगाह-ए-क़िब्रिया गरीब नवाज़ Read More »

Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya || अजमेर बुलाया मुझे अजमेर बुलाया

Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya Ajmer bula kar mujhe mehman banaya Ho shukr ada kaise ki mujh paapi ko, Khwaja! Ajmer bula kar mujhe darbar dikhaya Sultan-e-Madina ki mohabbat ka bhikhari Ban kar main, Shaha! aap ke darbar mein aaya Duniya ki hukumat do na daulat do na sarwat Har

Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya || अजमेर बुलाया मुझे अजमेर बुलाया Read More »

Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Ghaus-e-Azam Dastagir || सुन लो ऐ पीरों के पीर ग़ौस-ए-आज़म दस्त-गीर

Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Ghaus-e-Azam Dastagir Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Gausul Azam Dastageer Badlo Meri Bhi Taqdeer Gausul Azam Dastageer Main Hoon Tumhare Dar Ka Bikhari Aye Shahe Baghdad Wasta Tum Ko Pyare Nabi Ka Sun Lo Meri Faryaad Todo Gardish Kee Zanjeer Gausul Azam Dastageer Dar Se Tum Ne Apne

Sun Lo Aye Peeron Ke Peer Ghaus-e-Azam Dastagir || सुन लो ऐ पीरों के पीर ग़ौस-ए-आज़म दस्त-गीर Read More »

Khwaja-e-Hind Wo Darbar Hai Aala Tera || ख़्वाजा-ए-हिन्द वो दरबार है आला तेरा

Khwaja-e-Hind Wo Darbar Hai Aala Tera Khwaja-e-Hind wo darbaar hai aala tera Kabhi mehroom nahi maangne waala tera Khuftgane shabe ghaflat ko jaga deta hai, Saalha-saal wo raato ka na sona tera. Hai teri zaat ajab bahre haqeeqat pyare, Kisi tairaaq ne paaya na kinaara tera. Kis qadar josh tahayyur ke ‘ayaan hain aasaar, Nazar

Khwaja-e-Hind Wo Darbar Hai Aala Tera || ख़्वाजा-ए-हिन्द वो दरबार है आला तेरा Read More »

Kya Bataun Ki Kya Madina Hai || क्या बताऊँ कि क्या मदीना है

Kya Bataun Ki Kya Madina Hai Kya Bataun Ki Kya Madina Hai Bas Mera Mudda’a Madina Hai. Uth Ke Jaaun Kahan Madine Se, Kya Koi Doosra Madina Hai. Uski Aankhon Ka Noor To Dekha, Jiska Dekha Hua Madina Hai. Dil Mein Ab Koi Aarzu Hi Nahi, Ya Muhammad Hai Ya Madina Hai. Duniya Wale To

Kya Bataun Ki Kya Madina Hai || क्या बताऊँ कि क्या मदीना है Read More »

سیرتِ خواجہ غریب نواز   رضی اللہ عنہ

سیرتِ خواجہ غریب نواز   رضی اللہ عنہ معین بےکساں، عطائے رسول، ہند الولی، سلطان الہند حضرت خواجہ معین الدین حسن چشتی اجمیری علیہ الرحمہ کی ذاتِ بابرکات ہند وپاک والوں کے لیے ایک نعمتِ الٰہیہ تھی ۔ آپ نے غیر منقسم ہندوستان میں اسلام کی ایسی آبیاری کی اور دلوں کو ایمان و ایقان کے

سیرتِ خواجہ غریب نواز   رضی اللہ عنہ Read More »

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega || कोई गुल बाक़ी रहेगा न चमन रह जाएगा

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega, Par Rasool Allah Ka Deen E Hasan Reh Jayega. Hum Safeero Baag Me Hai Koi Dam Ka Chehchaha, Bulbul E Ud Jayegi Soona Chaman Reh Jayega. Atlas O Kamkhawab Ki Poshaak Par Nazaa Na Ho Tum, Is Tan E

Koi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega || कोई गुल बाक़ी रहेगा न चमन रह जाएगा Read More »

Khawaja-e-Khawajgan Muinuddin || ख्वाजा-ए-ख्वाजगां मुईनुद्दीन

Khawaja-e-Khawajgan Muinuddin Khawaja-e-Khawajgan Muinuddin Fakhr-e-Kon o Makan Muinuddin Khawajgan ke Khawaja Muinuddin Kon o Makan ka Fakhr Muinuddin Sar-e-Haq ra Bayan Muinuddin Be Nishan ra Nishan Muinuddin Haq ke Asrar ka Zikr Muinuddin Be Nishanon ka Nishan Muinuddin Mazhar o Jalwa Gah Noor-e-Qadam Aftab-e-Jahan Muinuddin Noor-e-Ilahi ki Jalwa Gah aur Aaina Duniya ke Aftab Muinuddin

Khawaja-e-Khawajgan Muinuddin || ख्वाजा-ए-ख्वाजगां मुईनुद्दीन Read More »

BaJuz Tumhare Kahoon Kis Se Ya Ghareeb Nawaz || बजुज़ तुम्हारे कहूं किस से या ग़रीब नवाज़

BaJuz Tumhare Kahoon Kis Se Ya Ghareeb Nawaz Bajuz Tumhare Kahoon Kis Se Ya Ghareeb Nawaz Suno Meri Mere Mushkil Kusha Gharib Nawaz Tumhare Daman-e-Aali Ne Haath Aate Hi Badhaya Diya Hai Mera Hosla Gharib Nawaz Muin-e-Din o Ata-e-Rasool Wali-e-Hind Ameer Khwaja Gulgun Qaba Gharib Nawaz Kahan Tak Phire Dar Dar Ki Thokrein Khata Tumhare

BaJuz Tumhare Kahoon Kis Se Ya Ghareeb Nawaz || बजुज़ तुम्हारे कहूं किस से या ग़रीब नवाज़ Read More »