Naat Sharif Lyrics

Ab asbaab pa jaaen hum Jaan-e-Aalam Lyrics Naat || अब असबाब पा जाएँ हम जान-ए-आलम!

Ab asbaab pa jaaen hum Jaan-e-Aalam Lyrics Naat Ab asbaab pa jaaen hum Jaan-e-AalamPahunch jaaen tere Haram, Jaan-e-Aalam! Madine ko dekhe hua ek ‘arsaMujhe kaat khaaye ye gham, Jaan-e-Aalam! Tere dar pe iftaariyaan phir main paaunDikha de phir apna Haram, Jaan-e-Aalam! Mera nafs-e-sarkash shab-o-roz mujh parBahut dha raha hai sitam, Jaan-e-Aalam! Gunaahon ne haa’e mujhe […]

Ab asbaab pa jaaen hum Jaan-e-Aalam Lyrics Naat || अब असबाब पा जाएँ हम जान-ए-आलम! Read More »

Ye kis Shahanshah-e-wala ki aamad aamad hai Lyrics Naat || ये किस शहंशाह-ए-वाला की आमद आमद है

Ye kis Shahanshah-e-wala ki aamad aamad hai Lyrics Naat Ye kis Shahanshah-e-wala ki aamad aamad haiBolo Marhaba Bolo MarhabaYe kaun se Shah-e-baala ki aamad aamad haiBolo Marhaba Bolo Marhaba Ye aaj kahe ki shaadi hai, ‘arsh kyon jhoomaLab-e-zameen ko lab-e-aasman ne kyon chooma Rasool unhi ka to muzda sunaane aaye hainUnhi ke aane ki khushiyan

Ye kis Shahanshah-e-wala ki aamad aamad hai Lyrics Naat || ये किस शहंशाह-ए-वाला की आमद आमद है Read More »

Khili khili kaliyan hain Tayba ki galiyan hain Lyrics Naat || खिली खिली कलियाँ हैं तैयबा की गलियाँ हैं

Khili khili kaliyan hain Tayba ki galiyan hain Lyrics Naat Khili khili kaliyan hain Tayba ki galiyan hainKhili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Ajab dil-kusha hain, Madine ki galiyanMu’attar hain yun jaise phoolon ki kaliyan Khili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hainKhili khili kaliyan hain, Tayba ki galiyan hain Madine ki har

Khili khili kaliyan hain Tayba ki galiyan hain Lyrics Naat || खिली खिली कलियाँ हैं तैयबा की गलियाँ हैं Read More »

Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya Lyrics Manqabat || चार-सू तेरा जल्वा है अशरफ़ पिया

Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya Lyrics Manqabat Sarwara Shaha Kareema Dastgeera AshrafaHurmat-e-Rooh-e-Payambar yak nazar kun su-e-ma Ye bada fazl-e-Rabb ka hai, Ashraf Piya!Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya Naap paaya na qadd jab zamaana teraJhoom kar bol utha phir deewaana teraMartaba kitna ooncha hai, Ashraf Piya!Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya Tujh ko jaan

Chaar-soo tera jalwa hai Ashraf Piya Lyrics Manqabat || चार-सू तेरा जल्वा है अशरफ़ पिया Read More »

Mulk-e-Khuda ke Tajwar Lyrics Naat English,Hindi,Urdu || मुल्क-ए-ख़ुदा के ताजवर! अन्त-अल-बशर ला काल-बशर

Mulk-e-Khuda ke Tajwar Lyrics Naat Mulk-e-Khuda ke Tajwar Antal Bashar la kal-basharAe Qibla-e-har khushk-o-tar! Antal Bashar la kal-bashar Ek tu hai har shai ki buniyad, tere liye sab kuch banaAe Wajh-e-Kun, Rooh-e-Asar! Antal Bashar la kal-bashar Gird-e-adam se jo atte sheeshe wo sab chamka diyeSubh-e-azal ki ae Sahar! Antal Bashar la kal-bashar Awwal bhi tu,

Mulk-e-Khuda ke Tajwar Lyrics Naat English,Hindi,Urdu || मुल्क-ए-ख़ुदा के ताजवर! अन्त-अल-बशर ला काल-बशर Read More »

Dil mein ulfat Hasan Hussain ki hai Manqabat Lyrics || दिल में उल्फ़त हसन हुसैन की है

Dil mein ulfat Hasan Hussain ki hai Manqabat Lyrics Dil mein ulfat Hasan Hussain ki haiYe ‘inayat Hasan Hussain ki hai Dono Maalik hain poori Jannat keYa’ni Jannat Hasan Hussain ki hai Kyun lutaaoon na naam par un keSaari daulat Hasan Hussain ki hai ‘Aks dono hain apne Naana keKya shabahaat Hasan Hussain ki hai

Dil mein ulfat Hasan Hussain ki hai Manqabat Lyrics || दिल में उल्फ़त हसन हुसैन की है Read More »

Payam le ke jo aayi Saba Madine se Lyrics Naat || पयाम ले के जो आई सबा मदीने से

Payam le ke jo aayi Saba Madine se Lyrics Naat Payam le ke jo aayi Saba Madine seMareez-e-ishq ki laayi dawa Madine se Suno to gaur se aayi sada Madine seKari hai rehmat-o-fazl-e-Khuda Madine se Mile hamaare bhi dil ko jila Madine seKe mehr-o-maah ne paayi ziya Madine se Tumhari ek jhalak ne kiya use

Payam le ke jo aayi Saba Madine se Lyrics Naat || पयाम ले के जो आई सबा मदीने से Read More »

Dar-pesh ho Tayba ka safar kaisa lagega Lyrics Naat || दर-पेश हो तयबा का सफ़र कैसा लगेगा

Dar-pesh ho Tayba ka safar kaisa lagega Lyrics Naat Dar-pesh ho Tayba ka safar kaisa lagegaGuzre jo wahan shaam-o-sehar kaisa lagega Ae kaash! Madine mein mujhe maut yun aayeQadmon mein ho Sarkar ke sar kaisa lagega Ae pyare Khuda! dekhun main Sarkar ka jalwaMil jaaye du‘a ko jo asar kaisa lagega Jab door se hai

Dar-pesh ho Tayba ka safar kaisa lagega Lyrics Naat || दर-पेश हो तयबा का सफ़र कैसा लगेगा Read More »

Bas mera Maahi salle ala Lyrics Naat || बस मेरा माही सल्ले-अला बस मेरा माही सल्ले-अला

Bas mera Maahi salle ala Lyrics Naat Bas mera Maahi salle ala bas mera Maahi salle alaMain kuch bhi nahin, main kuch bhi nahin Bas mera Maahi salle ‘ala, bas mera Maahi salle ‘ala Rahmat-e-‘Aalam ban kar aaya, dono jahaan par unka saayaMaalik-e-kul Mahboob-e-Khuda, main kuch bhi nahin, main kuch bhi nahin Bas mera Maahi

Bas mera Maahi salle ala Lyrics Naat || बस मेरा माही सल्ले-अला बस मेरा माही सल्ले-अला Read More »

Aa gaya Milad ka mausam suhana hai Lyrics Naat || आ गया मीलाद का मौसम सुहाना है

Aa gaya Milad ka mausam suhana hai Lyrics Naat Aamad Aamad hai! Aamad Aamad hai! Sarkar-e-do jahan ki Aamad Aamad hai Aa gaya Milad ka mausam suhana hai Pandrah sauvaan humein Milad manana hai Sarkar ki Aamad! Marhaba! Mantaar ki Aamad! Marhaba! Sardar ki Aamad! Marhaba! Saalaar ki Aamad! Marhaba! Mukhtaar ki Aamad! Marhaba! Ghamkhaar

Aa gaya Milad ka mausam suhana hai Lyrics Naat || आ गया मीलाद का मौसम सुहाना है Read More »