hazrat-e-masaud-e-ghazi-akhtar-e-burj-e-huda-lyrics || हज़रत मसऊद-ए-ग़ाज़ी अख्तर-ए-बुर्ज-ए-हुदा,
hazrat-e-masaud-e-ghazi-akhtar-e-burj-e-huda-lyrics Hazrat Mas’ud-e-Ghazi Akhtar-e-Burj-e-Huda, Bekason ka hamnawa, wo salikon ka muqtada. Saqi-e-Sahba-e-Ulfat, razdan-e-Ma’arifat, Badshah aisa wo, jis ki ek duniya hai gada. Aasman-e-Noor ka aisa darakhshinda qamar, Jiski tabish se munawwar saara alam ho gaya. Naib-e-Shah-e-Shuhada, wo muhafiz Noor ka, Jis ne seencha hai lahoo se gulshan-e-deen-e-Khuda. Isteqamat ka wo koh-e-mohkam-o-bala-tareen, Jiske aage koh-e-aafat-o-masaib jhuk […]