Naat Sharif Lyrics

Teri Shaan Shaan e Yadullahi || तेरी शान, शान-ए-यदुल्लाही

Teri Shaan Shaan e Yadullahi Tu Bara Gharib Nawaz Hai Teri Shaan Shaan e Yadullahi Na Ho Kaaba Kyun Tera Aastan Teri Nisbatain Hain Qarar-e-Jaan Teri Nisbaton Hi Pe Naaz Hai Tu Bara Gharib Nawaz Hai Teri Shaan, Shaan-e-Yadullahi Tere Dar Se Daagh-e-Jabeen Mila Yeh Nishaan Kitna Haseen Mila Yeh Niaz Haasil-e-Naaz Hai Tu Bara […]

Teri Shaan Shaan e Yadullahi || तेरी शान, शान-ए-यदुल्लाही Read More »

Sartaajan Ke Taaj Muinuddin || सर्ताजन के ताज मोईनुद्दीन

Sartaajan Ke Taaj Muinuddin Sartaajan Ke Taaj Muinuddin Tum Ho Jagat Maharaj Muinuddin Tumhare Dware Aan Padhi Hoon Rakiyo Rakiyo Laaj Muinuddin Tum Ho Aal-e-Ali Wa Zahra Bigde Sanwaro Kaaj Muinuddin Sadqa Peer Harooni Ka Bhag Jaga Do Aaj Muinuddin Shah-e-Shahaan Ajmer Ke Khwaja Hind Pe Tora Raaj Muinuddin Ghair Ka Munh Kahe Ko Dekhoon

Sartaajan Ke Taaj Muinuddin || सर्ताजन के ताज मोईनुद्दीन Read More »

Agar Koi Sun Kar Ali Ka Qaseeda Bura Munh Banae || अगर कोई सुन कर अली का क़सीदा बुरा मुँह बनाए जहन्नम में जाए

Agar Koi Sun Kar Ali Ka Qaseeda Bura Munh Banae Agar koi sun kar ‘Ali ka qaseeda bura munh banaae, Jahannam me.n jaae. Agar naam-e-Haider se chehra kisi ka bigadta bhi jaae, Jahannam mein jaae. Ham hain ‘Ali ke ‘Ali hai hamaara, Ali hai hamaari aankhon ka taara. Agar ‘Ishq-e-Haider pe munkir hamaare Pe fatwa

Agar Koi Sun Kar Ali Ka Qaseeda Bura Munh Banae || अगर कोई सुन कर अली का क़सीदा बुरा मुँह बनाए जहन्नम में जाए Read More »

Bada Mehboob Gharana Ali Haider Ka Gharana || बड़ा महबूब घराना अली हैदर का घराना

Bada Mehboob Gharana Ali Haider Ka Gharana Man kuntu maula! ‘Ali ‘Ali! Aaqa ne bola! ‘Ali ‘Ali! Main jis ka maula! ‘Ali ‘Ali! Hai us ka maula! ‘Ali ‘Ali! Zahra ka shauhar! ‘Ali ‘Ali! Hasnain ka baaba! ‘Ali ‘Ali! Hum sab ne pukaara! ‘Ali ‘Ali! Hum sab ne pukaara! ‘Ali ‘Ali! Bada mahboob gharaana, ‘Ali

Bada Mehboob Gharana Ali Haider Ka Gharana || बड़ा महबूब घराना अली हैदर का घराना Read More »

Jihad E Haq K Alamdaar Sayyed E Salaar || जिहाद-ए-हक के अलमदार सैय्यद-ए-सालार

Jihad E Haq K Alamdaar Sayyed E Salaar Jihad-e-Haq ke Alamdar Sayyed-e-Salaar Yad-e-Husayn ki Talwar Sayyed-e-Salaar Tumhare Faiz ne Dil ki Zameen ko Sincha Shauor kar diya Bedar Sayyed-e-Salaar Fazaye Hind mein Laye Azan ka Naghma Ziyaaye Roza o Iftar Sayyed-e-Salaar Sanam-kadon ko Bana Dala Zikr-e-Rabb ka Chaman Bahar-e-Masjid o Minar Sayyed-e-Salaar Zameen Hind, Tere

Jihad E Haq K Alamdaar Sayyed E Salaar || जिहाद-ए-हक के अलमदार सैय्यद-ए-सालार Read More »

hazrat-e-masaud-e-ghazi-akhtar-e-burj-e-huda-lyrics || हज़रत मसऊद-ए-ग़ाज़ी अख्तर-ए-बुर्ज-ए-हुदा,

hazrat-e-masaud-e-ghazi-akhtar-e-burj-e-huda-lyrics Hazrat Mas’ud-e-Ghazi Akhtar-e-Burj-e-Huda, Bekason ka hamnawa, wo salikon ka muqtada. Saqi-e-Sahba-e-Ulfat, razdan-e-Ma’arifat, Badshah aisa wo, jis ki ek duniya hai gada. Aasman-e-Noor ka aisa darakhshinda qamar, Jiski tabish se munawwar saara alam ho gaya. Naib-e-Shah-e-Shuhada, wo muhafiz Noor ka, Jis ne seencha hai lahoo se gulshan-e-deen-e-Khuda. Isteqamat ka wo koh-e-mohkam-o-bala-tareen, Jiske aage koh-e-aafat-o-masaib jhuk

hazrat-e-masaud-e-ghazi-akhtar-e-burj-e-huda-lyrics || हज़रत मसऊद-ए-ग़ाज़ी अख्तर-ए-बुर्ज-ए-हुदा, Read More »

Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali || खुदा के शेर ऐ मौला-ए-काइनात अली

Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali Sharaf ka Gohar Yakta Teri Hayat Ali Muheet-e-Kawn-o-Makaan Tera Jalwa Hasti Teri Chamak se Bhara Zarf-e-Shash Jihat Ali Pare Hain Fikr-o-Nazar ke Kaleem Hairat mein Hain Toor-e-Ilm pe Teri Tajalliyat Ali Tu La Jawab Hai jis Rukh se bhi Tujhe Dekha Ke Ek

Khuda ke Sher aye Maula-e-Kainat Ali || खुदा के शेर ऐ मौला-ए-काइनात अली Read More »

Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain || सबीले इश्क की सब रौनकें अली से हैं

Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain Tareeq-e-Rushd Ki Sab Mashalein Ali Se Hain Dar e Uloom-e-Nabuwwat Hai Zaat Mola Ki Tamam Ilm Ki Yeh Masnadein Ali Se Hain Ali Jamal-e-Muhammad, Ali Jalal-e-Khuda Yeh Kaarzar-e-Wafa Mein Safein Ali Se Hain Ali Hai Baab-e-Wilayat, Ali

Sabeel e Ishq Ki Sab Ronaqein Ali Se Hain || सबीले इश्क की सब रौनकें अली से हैं Read More »

Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai || वो जिस के दिल में दोस्तों अली का एहतिराम है

Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai Yaqeenan aise shakhs ka behisht mein maqam hai Ghadir-e-Khum pe keh diya Nabi ne yun pakar ke haath Imam jis ka hoon main us ka yeh Ali Imam hai Har ek raah-e-ma’rifat Ali ke dar

Wo jis ke dil mein doston Ali ka ehtram hai || वो जिस के दिल में दोस्तों अली का एहतिराम है Read More »

Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare || अली गुलामी की जारी अगर सनद न करे

Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare Qubool koi sharaf hum ko taabad na kare Khusoosiyat kuch aisi Ali ko hasil hain Ke jin ki misl ka daawa kisi ka qad na kare Ali ke ilm-e-ladunni ki shaan kya kehna Ke woh daleel agar de to

Ali Ghulami ki jari agar sanad na kare || अली गुलामी की जारी अगर सनद न करे Read More »