Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya || अजमेर बुलाया मुझे अजमेर बुलाया

Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya Ajmer bula kar mujhe mehman banaya Ho shukr ada kaise ki mujh paapi ko, Khwaja! Ajmer bula kar mujhe darbar dikhaya Sultan-e-Madina ki mohabbat ka bhikhari Ban kar main, Shaha! aap ke darbar mein aaya Duniya ki hukumat do na daulat do na sarwat Har […]

Ajmer Bulaya Mujhe Ajmer Bulaya || अजमेर बुलाया मुझे अजमेर बुलाया Read More »

Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain || महबत-ए-खुरशीद-ए-जानां आप हैं

Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain> Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain Marja-e-Taskeen-e-Imaan aap hain Hum se dhutkaare huon ke waaste Rehmaton ka khuld-e-arzan aap hain Dard o gham kya cheez hain jab aap hain Jaan-e-Janaan, jaan-e-darmaan aap hain Tajdar-e-Qutbiyat, Ghous-ul-Wara Ganj-e-Yazdaan, aks-e-Qur’aan aap hain Kya karoon fart-e-‘amal roz-e-hisaab Jab meri bakhshish ka saamaan aap hain Mahmha mohtaaj to haajat rawa

Mahbat-e-Khurshid-e-Janaan aap hain || महबत-ए-खुरशीद-ए-जानां आप हैं Read More »

Tori Soorat Pyari Pyare Khwaja Ji || थारी सूरत प्यारी प्यारे ख़्वाजा जी

Tori Soorat Pyari Pyare Khwaja Ji Lori surat se kisi ki nahi milti surat Hum jahan mein teri tasveer liye phirte hain. Khwaja mere! Khwaja mere! Khwaja mere! Tori surat pyari, pyare Khwaja ji! Dhari surat pyari, sohne Khwaja ji. Naam tiharo Hind Bali Maharaja ae. Main to jaun balihari aise Khwaja pe, Naam tiharo

Tori Soorat Pyari Pyare Khwaja Ji || थारी सूरत प्यारी प्यारे ख़्वाजा जी Read More »

Aye Baad e Saba Unke Roze Ki Hawaa Le Aa Lyrics || ए बाद-ए-सबा उन  के रोज़े की हवा ले आ

Aye Baad e Saba Unke Roze Ki Hawaa Le Aa Lyrics Aye Baad e Saba Unke Roze Ki Hawaa Le Aa Hum hijr ke maaron ki Taybah se dawa le aa Tan man ko hamare jo imaan ki jila bakshe Sarkar ki nagri se woh khaak-e-shifa le aa Siddiq se sachai, Farooq se bebaki Usman

Aye Baad e Saba Unke Roze Ki Hawaa Le Aa Lyrics || ए बाद-ए-सबा उन  के रोज़े की हवा ले आ Read More »

Sun Le Ye Jahan Sara Ajmer Rahega || सुन ले ये जहाँ सारा अजमेर रहेगा

Sun Le Ye Jahan Sara Ajmer Rahega Sun le ye jahan saara Ajmer rahega Ajmer rahega, Ajmer rahega Ajmer rahega, Ajmer rahega Ajmer mein rehte hain hum logon ke Sultan Khwaaja ke fidai hai hum saare Musalman Khwaaja ko Nabi ne bheja, Ajmer mein unko basaya Ta-hashr rahega, Ajmer rahega Sun le ye jahan saara

Sun Le Ye Jahan Sara Ajmer Rahega || सुन ले ये जहाँ सारा अजमेर रहेगा Read More »

Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja || दिल्ली राजस्थान तुम्हारा या ख़्वाजा | सारा हिन्दुस्तान तुम्हारा या ख़्वाजा

Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Khwaja Piya Mere Khwaja Piya Khwaja Piya Mere Khwaja Piya Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan tumhara, ya Khwaja Jag mein woh sammaan kabhi na paayega Jis ne kiya apmaan tumhara, ya Khwaja Mere Khwaja ka dar baaqi rahega Mitane wala ek din khud mitega Bithaaye oont to woh

Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja || दिल्ली राजस्थान तुम्हारा या ख़्वाजा | सारा हिन्दुस्तान तुम्हारा या ख़्वाजा Read More »

Tumhe Jo Dil Se Pukara Mere Ghareeb Nawaz || तुम्हें जो दिल से पुकारा मेरे ग़रीब नवाज़

Tumhe Jo Dil Se Pukara Mere Ghareeb Nawaz Tumhe jo dil se pukara, mere Gharib Nawaz B-waqt paaya sahara, mere Gharib Nawaz Ali ke Noor-e-Nazar, Fatima ke Lakht-e-Jigar Nabi ki aankh ka tara, mere Gharib Nawaz Samaya saara ana sagar ek kooze mein Suna jo hukm tumhara, mere Gharib Nawaz Tumhi se Hind mein imaan

Tumhe Jo Dil Se Pukara Mere Ghareeb Nawaz || तुम्हें जो दिल से पुकारा मेरे ग़रीब नवाज़ Read More »

Kya Bayan Ho Shaan-o-Azmat Khwaja-e-Ajmer Ki || क्या बयाँ हो शान-ओ-अज़मत ख़्वाजा-ए-अजमेर की

Kya Bayan Ho Shaan-o-Azmat Khwaja-e-Ajmer Ki Kya bayaan ho shaan o azmat Khwaja-e-Ajmer ki Chaar-soo bajti hai naubat Khwaja-e-Ajmer ki. Muddaton se aarzoo paale hue hain dil mein hum Kaash ho jaaye ziyaarat Khwaja-e-Ajmer ki. Us pe Rabb ki rahmaton ka hota rehta hai nuzool Jis ke dil mein hai mohabbat Khwaja-e-Ajmer ki Aa’la Hazrat

Kya Bayan Ho Shaan-o-Azmat Khwaja-e-Ajmer Ki || क्या बयाँ हो शान-ओ-अज़मत ख़्वाजा-ए-अजमेर की Read More »

Chiragh-e-Chisht Hamesha Rahega Tabinda || चिराग़-ए-चिश्त हमेशा रहेगा ताबिंदा

Chiragh-e-Chisht Hamesha Rahega Tabinda Chiragh-e-Chisht Hamesha Rahega Tabinda Ye chiragh jo sadiyon se jal raha hai, waqt ki dhool ise maand na kar saki, tund hawaein ise bujha na sakiin. Ye roshni dilon ki gehraiyon se phooti hai, dua ki sadaqat se jali hai aur yaqeen ki tapish se chamki hai. Hamesha damakti rahegi. Khwaja-e-Chisht!

Chiragh-e-Chisht Hamesha Rahega Tabinda || चिराग़-ए-चिश्त हमेशा रहेगा ताबिंदा Read More »

Tere Hain Shams o Qamar Teri Kahkashan Khwaja || तेरे हैं शम्स ओ क़मर तेरी कहकशां ख़्वाजा

Tere Hain Shams o Qamar Teri Kahkashan Khwaja Tere Hain Shams o Qamar Teri Kahkashan Khwaja Tu arz-e-Hind pe rehmat ka aasmaan Khwaja Tera hisaar-e-karam, qil’a-e-amaan Khwaja Usi chaman mein rahe mera aashiyan Khwaja Sahab-e-fayz tera, roz o shab barasta hai Hari bhari hain muraadon ki khetiyan Khwaja Rawaan hai tujh se hi darya-e-Khwajgaan-e-Hind Tu

Tere Hain Shams o Qamar Teri Kahkashan Khwaja || तेरे हैं शम्स ओ क़मर तेरी कहकशां ख़्वाजा Read More »